Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeVinod Khanna
HomeVinod Khanna
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


surmai shaam iss tarah aaye surmai shaam iss tarah aaye saans lete hain jis tarah saaye surmai shaam iss tarah aaye saans lete hain jis tarah saaye surmai shaam koi aahat nahin badan ki kahin phir bhi lagta hai tu yahin hai kahin koi aahat nahin badan ki kahin phir bhi lagta hai tu yahin hai kahin waqt jaata sunaayi deta hai tera saaya dikhaayi deta hai jaise khushboo nazar se chhoo jaaye jaise khushboo nazar se chhoo jaaye saans lete hain jis tarah saaye surmai shaam din ka jo bhi pehar guzarta hai koi ehsaan sa utarta hai din ka jo bhi pehar guzarta hai koi ehsaan sa utarta hai waqt ke paanv dekhta hoon main roz ye chaand dekhta hoon main aaye jaise koi khayaal aaye aaye jaise koi khayaal aaye saans lete hain jis tarah saaye surmai shaam iss tarah aaye saans lete hain jis tarah saaye surmai shaam
tu jahaan main wahaan tere paas aa gayaa hoon tu jahaan main wahaan tere paas aa gayaa hoon tu jahaan main wahaan tere paas aa gayaa hoon tere dil pe chhaa gayaa hoon tere paas aa gayaa hoon tu jahaan main wahaan tere paas aa gayaa hoon tu bhaage jo aage aage to main bhi hoon peechhe peechhe tu bhaage jo aage aage to main bhi hoon peechhe peechhe chhodungaa main naa peechhaa neele gagan ke neeche tu jahaan main wahaan tere paas aa gayaa hoon toone kiyaa tha wada dulhan banoongi teri are toone kiyaa tha wada dulhan banoongi teri aayen hazaaron toofaan lekin rahoongi teri tu jahaan main wahaan tere paas aa gayaa hoon ye pyaar ka hai fasaana kehta rahoongaa tumse arre ye pyaar ka hai fasaana kehta rahoongaa tumse chaahe koi janam ho miltaa rahoongaa tumse tu jahaan main wahaan tere paas aa gayaa hoon tere dil pe chhaa gayaa hoon tere paas aa gayaa hoon lalala lalalala lalala lalalalala
tu mujhe suna main tujhe sunaun apni prem kahaani kaun hai woh kaisi hai woh tere sapnon ki raani tu mujhe suna main tujhe sunaun apni prem kahaani kaun hai woh kaisi hai woh tere sapnon ki raani rehati hai khaamosh sadaa bas ek paheli si woh har dam mere saath magar lagti hai akeli si woh ek hi baat mein kar jaati hai woh kitni hi baaten uski baaten khatam na ho dhal jaayen lambi raaten kabhi kabhi lagti hai apni kabhi kabhi begaani tu mujhe suna main tujhe sunaun apni prem kahaani kaun hai woh kaisi hai woh tere sapnon ki raani mere dil mein bajten hai uski yaadon ke ghunghuroo usko dekha to mai jaana kya hota hai jaadu angdaayi wo leti hai dil mera dhadak jaata hai uske phool badan se ik shola sa lapak jaata hai wo chhoo le to aag lage jal jaaye yaar ye paani tu mujhe suna main tujhe sunaun apni prem kahaani kaun hai woh kaisi hai woh tere sapnon ki raani door se uss ko dekh ke dil ki pyaas bujha leta hoon sapnon mein usko main apne paas bula leta hoon tere dil
waadaa kar le saajna waadaa kar le saajna tere bin main na rahun mere bin tu na rahe ho ke judaa ye waadaa rahaa na honge judaa ye waadaa rahaa waadaa kar le saajna tere bin main na rahun mere bin tu na rahe ho ke judaa ye waadaa rahaa na honge judaa ye waadaa rahaa main dhadkan tu dil hai piyaa main baati tu mera diyaa hum pyaar ki jyot jalaaein hum pyaar ki jyot jalaaein main raahi meri manzil hai tu main hoon lehar aur saahil hai tu jeevan bhar saath nibhaaein jeevan bhar saath nibhaaein aaaaaaa aa aa aa aaa waadaa kar le jaan e jaan tere bin main na rahun mere bin tu na rahe ho ke judaa ye waadaa rahaa na honge judaa ye waadaa rahaa jab se mujhe tera pyaar milaa apni to hai bas yahi duaa har janam yun milke rahenge har janam yun milke rahenge sundar saa ho apna jahaan pyaar apnaa rahe sadaa jawaan hum sukh dukh mil ke sahenge hum sukh dukh mil ke sahenge aaaaaaaaa aa aa aa aaa waadaa kar le saajna tere bin main na rahun mere bin tu na rahe ho ke judaa ye waadaa
manzoor nahin meri muhabbat to kya hua aye dost dushmani hi nibhane ke liye aa maana tere karam ke to qaabil nahin rahe aa mere dil pe zulm hi dhaane ke liye aa wafaa jo na ki to jafaa bhi na kije wafaa jo na ki to jafaa bhi na kije sitam jaaneman iss traha bhi na kije ke marne ki tamanna mein kahin jee na jaayen ke marne ki tamanna mein kahin jee na jaayen wafaaaaaaa hoooo oooo oooo aaaaa aaaa aaaa nahin ishq humse nahin na sahi humen ishq tumse hai hum kya kare hai mar mar ke jeene ki aadat humen tumhaari balaa se jeeyen yaa mare bhalaaaa bhala na kiya to bura bhi na kije sitam jaaneman iss traha bhi na kije ke marne ki tamanna mein kahin jee na jaayen ke marne ki tamanna mein kahin jee na jaayen wafaaaaaaa wafaa jo na ki to jafaa bhi na kije sitam jaaneman iss traha bhi na kije ke marne ki tamanna mein kahin jee na jaayen ke marne ki tamanna mein kahin jee na jaayen wafaaaaaaa
haaaan aaa aaaaa aaaaaaaa kal tak rab ko bhulaa tha bhulaa tha are kal tak rab ko bhulaa tha ab naam laga hai ratne jab maal laga hai ghatne laga kaleja fatne to khairaat lagi hai batne par chinta ki koi baat nahin nahin hum hain tere saath bilkul are pahucha denge uske kaano tak hum ye teri baat darbaar mein upar wale ke darbaar mein upar wale ke andher nahin par deri hai andher nahin par deri hai darbaar mein upar wale ke andher nahin par deri hai taqdeer ka saara khel hai ye taqdeer ka saara khel hai ye aur waqt ki hera pheri hai aur waqt ki hera pheri hai aur waqt ki hera pheri hai aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaaaa oooooo tujhe jitna pyaar hai daulat se haan ji daulat se utna tu agar daata se kare to har mushkil har ghum pyaare rahe tujhse hamesha pare pare tu chhod de daulat ka chakkar tu chhod de daulat ka chakkar ye teri hai na meri hai ye teri hai na meri hai meri hai wo teri hai ji meri hai ji meri hai meri hai ji meri hai meri hai ji meri hai meri hai meri
ye jo nazar humari tumhari ladi hai jawaani mein ye hai pyaar ki aisi chingari bujhe nahin paani mein ye jo nazar humari tumhari ladi hai jawaani mein ye hai pyaar ki aisi chingari bujhe nahin paani mein ho ho ye jo nazar humari tumhari ladi hai jawaani mein mohabbat jawan hai suhana sama hai hansi hai hum sab par humara chale hain deewane huya hai na jane irada ab bhi idhar humara ho manzil meri tu jaane jaan tere siva jana kahaan zindagani mein zindagani mein ye jo nazar humari tumhari ladi hai jawaani mein ye hai pyaar ki aisi chingari bujhe nahin paani mein ho ho ye jo nazar humari tumhari ladi hai jawaani mein hooooooooooooooo hoye hoye pyaar bada mastana yaara chal nikale jis or chale na jis pe koi zor zamaana lakka paave shor hoo ooo hoo hoo ooo yaar to apne yaar se milna duniya se kya kaam chale dilbar hain baiyan kaam savera hove chaahe shaam tera kya karega mera kya karega zara sa jalega zamana humari dagar to alag hi dagar hai kahan tak chalega zamana
meri dushman hai ye meri uljhan hai ye bada tadpati hai dil tarsaati hai ye khidki khidki ye khidki ye khidki jo band rehti hai ye khidki jo band rehti hai meri dushman hai ye meri uljhan hai ye bada tadpati hai dil tarsaati hai ye khidki khidki ye khidki ye khidki jo band rehti hai ye khidki jo band rehti hai lagta hai mela naa jaane kahan aashique jamaa hote hain yahaan sab ko pata hai ye daastaan iss ghar mein hain ek ladki jawaan aankhen jhuko ke guzro iss gali se aane jaane waalon se kehti hai ye khidkiiii ye khidki jo band rehti hai ye khidki jo band rehti hai ghum ki ghata hai ye chhat jaayegi aahon se deewar phat jaayegi jab saamne se ye hatt jaayegi ghunghat mein gori simat jaayegi ik roz khul jaayegi toot ke ye kitni nazron ke teer sehti hai ye khidkiiii ye khidki jo band rehti hai ye khidki jo band rehti hai aaye kabhi chaubare mein wo kuchh soche mere baare mein wo are baaten karen do ishaare mein wo chup se khadi hai uss kinaare mein wo uss paar wo hai
ye raat ek si hoti hai ye raat ek si hoti hai koi jaagta hai koi sota hai aisa hi hota hai har baat ek si hoti hai har baat ek si hoti hai koi hasta hai koi rota hai aisa hi hota hai ye raat ek si hoti hai tu ruthe bhaia mujhko ye baat pasand nahin dukh sukh ka badal chhaane se koi sambandh nahin tu ruthe bhaia mujhko ye baat pasand nahin dukh sukh ka badal chhane se koi sambandh nahin koi sambandh nahin barsaat ek si hoti hai barsaat ek si hoti hai koi bheegta hai koi chalta hai aisa hi hota hai ye raat ek si hoti hai aaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa dil pe chot lage to dil mein dard hota hai ye dard jo hans ke sehta hai wo mard hota hai dil pe chot lage to dil mein dard hota hai ye dard jo hans ke sehta hai wo mard hota hai wo mard hota hai ye ghaat ek si hoti hai ye ghaat ek si hoti hai koi jeeta hai koi marta hai aisa hi hota hai ye raat ek si hoti hai ye raat ek si hoti hai
Ye Sach Hai Koi Kahani Nahi
ye to zindagi hai kabhi khushi hai kabhi ghum meri jaan rona nahin daaman bhigona nahin hogi sahar oh mere sanam ye to zindagi hai kabhi khushi hai kabhi ghum aankhon mein jo aansu bhare hain honthon se apne main inhen chheen lunga raahon mein jo kaante bichhe hain palkon se apni main inhen been lunga meri preet ye jaan le itna sach maan le harenge ghum jeetenge hum ye to zindagi hai kabhi khushi hai kabhi gum moti abhi lutaye hain tune zara muskurake tum kaliyan luta do jisko kabhi ghum na mila ho uss aadmi ka tum pata to bata do mere yaar kuchh to kaho zalim ab to hanso mar jaunga tumhari kasam ye to zindagi hai kabhi khushi hai kabhi ghum meri jaan rona nahin daaman bhigona nahin hogi sahar oh mere sanam
yeh aapne kya keh diya yeh aapne kya keh diya ke hone laga dil mein kuchh kuchh kuchh kuchh kuchh aapne kya keh diya yeh aapne kya keh diya ke hone laga dil mein kuchh kuchh kuchh kuchh kuchh aapne kya keh diyaa ooo o gajab aaj ki dhalti shaam hai oye gajab aaj ki dhalti shaam hai aise mein mujhe tumse kaam hai pyaasi hoon pyaare main dariya kinaare pyaasi hoon pyaare main dariya kinaare abb toh mujhe teri lagi tu hi bujha kuchh kuchh kuchh kuchh kuchh aapne kya keh diya yeh aapne kya keh diyaa ooo chhodo bhi sanam jag ki baat ko chhodo bhi sanam jag ki baat ko yahaan kaun aayega aadhi raat ko nazrein mila lo tamanna nikaalo nazrein mila lo tamanna nikaalo mujhe jo hai tujhe bhi ho wahi nasha kuchh kuchh kuchh kuchh aapne kya kar diya yeh aapne kya kar diya ke hone laga mujhe bhi kuchh kuchh kuchh kuchh kuchh aapne kya kar diyaa oo aa aye gulbadan behka de mujhe aa aye gulbadan behka de mujhe apne pyaar se mehka de mujhe aa ae haseena ke jab tak hai jeena aa ae
yuhin tum mujh se baat karti ho yuhin tum mujh se baat karti ho yuhin tum mujh se baat karti ho ya koi pyaar ka iradaa hai adaayen dil ki jaanta hi nahin adaayen dil ki jaanta hi nahin mera humdum bhi kitna saada hai yuhin tum mujh se baat karti ho roz aati ho tum khayalon mein roz aati ho tum khayalon mein zindagi mein bhi meri aa jaao beet jaaye na ye sawalon mein iss jawani pe kuch taras khao haale dil samjho sanam haale dil samjho sanam kahenge munh se na hum humari bhi koi maryada hai adaayen dil ki jaanta hi nahin mera humdum bhi kitna saada hai yuhin tum mujh se baat karti ho bholepan mein hai wafaa ki khushboo bholepan mein hai wafaa ki khushboo tujh pe sab kuch na kyun lootaun main mera betaab dil ye kehta hai tere saaye se lipat jaaoon main mujhse ye mail tera mujhse ye mail tera na ho ik khel tera ye karam mujh pe kuch zyaada hai yuhin tum mujh se baat karti ho ya koi pyaar ka iradaa hai adaayen dil ki jaanta hi nahin ban gayi ho meri sada ke liye ban
zid na karo ab to ruko ye raat nahin aayegi zid na karo ab to ruko ye raat nahin aayegi maana agar kehnaa mera tumko wafaa aa jaayegi zid na karo ab to ruko ye raat nahin aayegi aa aa aa aa aa aa sajdaa karoon poojaa karoon tu hi bataa kyaa karoon sajdaa karoon poojaa karoon tu hi bataa kyaa karoon lagtaa hai ye teri nazar mera dharam le jaayegi zid na karo ab to ruko ye raat nahin aayegi maana agar kahnaa mera tumko wafaa aa jaayegi zid na karo ab to ruko ye raat nahin aayegi rut bhi agan taptaa badan badhne lagi bekhudi rut bhi agan taptaa badan badhne lagi bekhudi ab jo gaye saari umar dil mein kasak reh jaayegi zid na karo ab to ruko ye raat nahin aayegi maana agar kahnaa mera tumko wafaa aa jaayegi zid na karo ab to ruko ye raat nahin aayegi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Surmai Shaam Lekin (1990) 05:50 21269
 
Poster of Lekin (1990)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1990
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hridayanath Mangeshkar
Singer- 
Suresh Wadkar
On Screen Actors- 
Dimple Kapadia, Vinod Khanna, Alok Nath
Duration : 05:50   Song Number : 21269   

Tu Jahaan Main Wahaan Garam Khoon (1980) 04:35 37454
 
Poster of Garam Khoon (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Sulakshana Pandit
Duration : 04:35   Song Number : 37454   

Tu Mujhe Suna Chandni (1989) 04:43 21338
 
Poster of Chandni (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shiv, Hari
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Vinod Khanna
Duration : 04:43   Song Number : 21338   

Wada Kar Le Sajna Haath Ki Safai (1974) 04:39 21398
 
Poster of Haath Ki Safai (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Simi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:39   Song Number : 21398   

Wafaa Jo Na Ki Muqaddar Ka Sikandar (1978) 03:05 13805
 
Poster of Muqaddar Ka Sikandar (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Hemlata
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rakhi, Vinod Khanna, Rekha
Duration : 03:05   Song Number : 13805   

Waqt Ki Hera Pheri Hera Pheri (1976) 08:00 19197
 
Poster of Hera Pheri (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Amitabh Bachchan, Dhumal
Duration : 08:00   Song Number : 19197   

Ye Jo Nazar Humari Jail Yatra (1981) 05:23 36336
 
Poster of Jail Yatra (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Reena Roy
Duration : 05:23   Song Number : 36336   

Ye Khidki Jo Band Main Tulsi Tere Aangan Ki (1978) 05:08 13661
 
Poster of Main Tulsi Tere Aangan Ki (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vinod Khanna
Duration : 05:08   Song Number : 13661   

Ye Raat Ek Si (Female) Aadha Din Aadhi Raat (1977) 04:45 12548
 
Poster of Aadha Din Aadhi Raat (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Vinod Khanna
Duration : 04:45   Song Number : 12548   

Ye Sach Hai Koi Kahani Nahin Amar Akbar Anthony (1977) 02:22 36906
 
Poster of Amar Akbar Anthony (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 02:22   Song Number : 36906   

Ye To Zindagi Hai Qaid (1975) 04:10 37805
 
Poster of Qaid (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Maya Govind
Music Director- 
Nitin Mangesh
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Leena Chandraavarkar
Duration : 04:10   Song Number : 37805   

Yeh Aapne Kya Keh Diya Khuda Kasam (1981) 05:46 38501
 
Poster of Khuda Kasam (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Tina Munim, Vinod Khanna
Duration : 05:46   Song Number : 38501   

Yuhin Tum Mujh Se Baat Sachaa Jhutha (1970) 04:21 18036
 
Poster of Sachaa Jhutha (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaj, Vinod Khanna
Duration : 04:21   Song Number : 18036   

Zid Na Karo Ab (Male) Lahu Ke Do Rang (1979) 04:28 13577
 
Poster of Lahu Ke Do Rang (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Faruk Kaisar
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
K J Yesudas
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Shabana Azmi
Duration : 04:28   Song Number : 13577   
Karaoke Songs of Vinod Khanna, Sad Songs of Vinod Khanna, Love Songs of Vinod Khanna, Dance Songs of Vinod Khanna, Hip-hop songs of Vinod Khanna, Best songs of Vinod Khanna, Super hit songs of Vinod Khanna, hit songs of Vinod Khanna, duet songs of Vinod Khanna, solo songs of Vinod Khanna, old songs of Vinod Khanna, famous songs of Vinod Khanna, Hindi Karaoke Songs of Vinod Khanna, Hindi Sad Songs of Vinod Khanna, Hindi Love Songs of Vinod Khanna, Hindi Dance Songs of Vinod Khanna, Hindi Hip-hop songs of Vinod Khanna, best Hindi songs of Vinod Khanna, super hit Hindi songs of Vinod Khanna, hit Hindi songs of Vinod Khanna, duet Hindi songs of Vinod Khanna, solo Hindi songs of Vinod Khanna, old Hindi songs of Vinod Khanna, famous Hindi songs of Vinod Khanna, Sing Along Songs of Vinod Khanna, Sing Along Sad Songs of Vinod Khanna, Sing Along Love Songs of Vinod Khanna, Sing Along Dance Songs of Vinod Khanna, Sing Along Hip-hop songs of Vinod Khanna, Sing Along Best songs of Vinod Khanna, Sing Along Super hit songs of Vinod Khanna, Sing Along hit songs of Vinod Khanna, Sing Along duet songs of Vinod Khanna, Sing Along solo songs of Vinod Khanna, Sing Along old songs of Vinod Khanna, Sing Along famous songs of Vinod Khanna